Monday, November 30, 2009

shabd kosh

Jaha hawaein sihar jaye gagan ki tapish mein
Aur waqt hawa lagae aag ki namee ko
Muskurati kirne bikrati masti darshaiye
Wo raah jaha kasmakash yaade tanha karwat badal badal jana chhahe us aur
Waha jaha aaj bhi mein jaana jaata hoo

No comments:

Post a Comment